Thursday 26 January 2012

LECTURER URDU PAPER BY PPSC

LECTURER URDU PAPER BY PPSC

1-begmaat k aansoo kis ki tasneef hay?
2-firdos e barein (novel) main kis k bary main zikar hay.
3-nukaat e shura kis ki tasneef hay.
4-Mir taqi mir ki tasneef konsi hay,
5-mujhay merey dosto say bachaou kis ka afsana hay,
6-buza khafsh k maani ?
7-daman tar hona kin maeno main istemaal howa hay,
8-fail machana kin mano main istemal howa hay,
9-rekhti k maani?
10-robaae main kitnay shair hotay hain
11- hiko main kitnay shair hotay hain,
12-sanat main kitnay shair hotay hain,
13-qita main kitnay shair hotay hain,
14-Farhag e Asfia kis ki tehreer karda hay,
15-Panj ahang ka musanif kon hay,
16-ibn e insha, yousfi, main konsi qadar mushtarik hay,
17-miti ka dia kis ki tasneef karda kitab hay,
18-Roshnaaii kis ki tasneef karda kitab hay,
19-mehr neemroz main ghalib nay kis k baray main likha hay,
20-Gubar e khatir kis tarah ki tasneef hay,
21- Soz e watan kis ki tehreer karda hay,
22-Khuda e sukhan kisay kehtay hain,
23-Khuwaja mir dard or khuwaja hasan nizami main kiya qadar mushtarik hay,
24-Separa e Dil main kis qism k mazameen miltay hain,
25-shair ka qafia pocha geya
26- shair ka radeef pocha geya
27- shair k khaliq ka naam pocha geya,
28-Mir ANEES or Mir Dabeer nay jo marseye likhay wo kis shakal main thay makhmas ya musadas,
29-j.platts or sheakspare nay urdu adab main kiya aehm kam kiya,
30-Majalis e nisaa ka adeeb kon hay,
31- teen main na teera main hona ,kiya maani deta hay
32-sheen qaaf durst hona ka matlb,
33-konsi sinf e adab ghazal k qareeb tareen hay
34-shaaair k kalaam ko parakhnay k liy konsi sinf hamesha aehm rahi hay
35-nazm dar nazm konsi nazm hoti hay,
36-taraqe pasand tehreek main shamil afsana nigaar ka naam,
37-jogan kis shaair ki nazm hay,
38- konsay shair SHAIR KASHMIR k tor pay janay jatay hain,
39-iqbal ki kitab BANG E DARA ka debacha kis nay likha,
40- konsay shair hain jo farsi k shair hain,
41-ghalib k khatot pay mushtamil konsi kitab hay,
42- Fasana e ajaib kahan likhi gai
43-mazdoro ka shair kisay kehtay hain,
44-raaeesul aehraar kis shair ko kaha geya,
45-hali nay kaha hay k shairi k liy sab say behter sinf konsi hay,
46.punj ahang kis k khtot ka majmoa hy?
47.Molana qadir girami jo IQBAL k dost thy ?kis kis zuban me shairi krty thy?
48.Ankhein sufeed hona, kin mano mein istamal hota hy?
49.mahawra me lafz apny haqeqi mano me istamal hota hy ya majazi mein?
50.Rozmra me lafz apny haqeqi mano mein istamal hota hy ya majazi mano mein?
51.Fakhta urana k mani kia hy?
52."shahnama islam "kis form me hy?
53.Taraqi psnd tehreek k roh.e.rawan kon thy?
54.Rubai ,hiko,sanet mein kitny misray hoty hein? (sheir nhi misray pocha gia tha)
55."elan.e.jung dour-e-hazir k khilaf" kis kitab k shro me likha hy?
56) Kis ne first time Zinda Dilan e Lahore Ki term istemal ki thi?
57) SePara-e-Dil ki Khasoosiat?
58) Musawar-e-Mashriq?
59) Shoki e tehreer kis ki tasneef hai?
60) Last pe Jo qita tha us k poet kon thay?
61) Kon se nasr ghazal lagti hai?
62) Iqbal ki kis book ma Doray hazar kay khilaf elan jang ka elan kia?
63) sheakspear, platto and felan ne urdu k liay kia kia?
64.meer taqi meer ne kha wafat pai?
65.ks shair ko mazdoor shair khty hain?
66.ks ko rayes e ahrar kha jata ha?
67.ankhain safaid ho jana ka matlb ha?
68.sabaz qadam hona ka matlb ha?
69.allama iqbal ki pehli kitab ka kia nam tha?
70.allama iqbal ki ks kitab main urdu or farsi shairi mojood ha?
71.rikhti se kia muraadd ha?
72.meer taqi meer ki kitab ka kia nam ha?
73.rubaee or qataa main kitny ishar hoty hhain?
74.sonit or hayko se kia murad ha?
75.bahadur shah zafar ka ustad kon tha?
76.hali ks sanif shairi ko psnd krty hain?
77.allma iqbal ki ks nazam ko un ka hasil e qalam kha jata ha?
78.radeef or qafia kia hota ha?

No comments:

Post a Comment